Monday 22 December 2014

Insaan na kuch has kar shikhta hai,
Na kuch ro kar shikhta hai,
Jab bhi kuch alag shikhta hai to,
Ya to kisi  ka ho kar shikhta hai,
Ya kisi ko kho kar shikhta hai.

No comments:

Post a Comment